उपनाम: Jamshedpur
Jamshedpur ke sansad Sunil Mahato ki hatya: Khunkhar Naxalite Shakuntala ka aatm-samarpan
19 saal pehle Jamshedpur ke sansad Sunil Mahato ki hatya karne wali durdant Naxalite Shakuntala ne Kolkata Police ke samne aatm-samarpan kar diya hai. Usne football maidan mein sansad ki hatya ke baad unke shareer par chadhkar krur jashn manaya tha.
0
0
0
4 घंटे पहले